ยท

let's make onion masala ๐Ÿ˜„

14 Mga view
Ayeza Mehar
Ayeza Mehar
13 Mga subscriber
13
Na-publish noong 11/15/25 / Sa

let's make onion masala ๐Ÿ˜„ | Chalo aaj banaate hain simple aur mazedaar Pyaz Masala jo har daal chawal aur roti ke saath perfect lagta hai. Garam tawa thori si tel ki khushboo, aur halkay se golden honay wali pyaz uff Phir isme masalon ka tarka laal mirch ki garmi aur dhaniya ki fresh khushboo mil kar aik dum desi magic create karte hain. Pyaz Masala woh dish hai jo kam mehnat aur kam cheezon se tayar ho jati hai, lekin taste dil jeet leta hai. Agar aaj mood simple aur tasty khaane ka hai to Pyaz Masala best choice hai

  • Mga bituin

  • Producer

  • Palayain

  • Bansa

  • Kalidad

  • Kategorya

Magpakita ng higit pa

 0 Mga komento sort   Pagbukud-bukurin Ayon