"Kisi ka dard, kisi ka gham, aksar humein nazar nahi aata. Insaan ke andar ek duniya hoti hai, jo bahar se dikhayi nahi deti. Kabhi kabhi ehsaas karna zaroori hai, warna dard aur badta jaata hai."
"Insaan ke andar ka dard sirf wohi samajh sakta hai, jisne khud se guzara ho. Ehsaas ki zaroorat hai, taaki hum doosron ka dard samajh saken."