Moods
Skapa
Karak Adrak wali chai | Yeh hai meri favorite karak adrak wali chai jo thand me dil ko garam kar deti hai chai ki khushboo pure ghar me phail jati hai aur thakan pal me door ho jati hai adrak ka tikhapan aur chai ka karak pan mil kar aik perfect cup banata hai subha ka mood fresh ho jata hai aur shaam ka time mazeedar ho jata hai is chai ka her sip sukoon deta hai agar aap ne abhi tak ye karak adrak wali chai try nahi ki to zarur karain ek baar piyenge to roz isi chai ka maza chahenge yeh mere din ki energy ka best start hai
Kommentarer
Visa mer





