Moods
Create
گناہ کرنے سے ہمارے ساتھ دنیا میں کیا ہوتا ہے tasawwuf, islamic lecture, short clips, islamic short clips, peer zulfiqar ahmad naqshbandi mujaddidi, shaykh zulfiqar ahmad naqshbandi, naqshbandi, shaykh zulfiqar ahmad, khandan e Naqsband, king of naqsband, mahad ul faqeer al islami, ahsanululoom, Khatm e Bukhari Shareef eMahad Peer Zulfiqar Ahmad 20 march 2019, eMahad Peer Zulfiqar Ahmad, Khatm e Bukhari Shareef, mahad ul faqeer, emahadofficial, peerzulfiqarnaqshbandi, hazrat ji peer sahab, peer zulfiqar ahmad naqshbandi bayan
Socho raat ka waqt hai, 3 baj chuke hain, puri duniya so rahi hai lekin hum dono behnein jaag rahi hain jaise humari duty lag gai ho night shift wali. ? Ghar me itni khamoshi hai ke suui girne ki awaaz bhi sunai de, aur hum dono ek dosray ki shakal dekh k hans rahe hain bina wajah. Nend aati hi nahi aur dimaag me ajeeb ajeeb ideas ghoom rahe hote hain. Ek second me lagta hai chalo chips nikalte hain, doosre second me plan ban jata hai ghost stories sunane ka, aur teesre second me hum TikTok ki acting shuru kar dete hain jaise audience poora mohalla dekh raha ho. ? Kabhi kabhi hum dono decide karte hain ke chalo exercise kar lete hain, aur result yeh nikalta hai ke floor pe let k hansi k mare pet dukhne lagta hai. Raat ke is waqt me fridge ka bhi darwaza magician lagta hai –


